Ek Ladki Ko Dekha (Romanized) – Kumar Sanu | Genius Lyrics
Cover art for Kumar Sanu - Ek Ladki Ko Dekha (Romanized) by Genius Romanizations

Kumar Sanu - Ek Ladki Ko Dekha (Romanized)

Dec. 1, 19941 viewer391K views

Kumar Sanu - Ek Ladki Ko Dekha (Romanized) Lyrics

[Verse 1]
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise khilta gulaab, jaise shayar ka khwaab
Jaise ujali kiran, jaise ban mein hiran
Jaise chandni raat, jaise narmi baat
Jaise mandir mein ho ek jalta diya
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga

[Verse 2]
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise subah ka roop, jaise sardi ki dhoop
Jaise veena ki taan, jaise rangon ki jaan
Jaise balkhaayen bel, jaise lehron ka khel
Jaise khushboo liye aaye thandi hawa
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga

[Verse 3]
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise naachta moar, jaise resham ki dor
Jaise pariyon ka raag, jaise sandal ki aag
Jaise solah shringar, jaise ras ki phuhaar
Jaise aahista aahista badhta nasha
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
[Outro]
Ek ladki ko dekha to aisa laga

How to Format Lyrics:

  • Type out all lyrics, even repeating song parts like the chorus
  • Lyrics should be broken down into individual lines
  • Use section headers above different song parts like [Verse], [Chorus], etc.
  • Use italics (<i>lyric</i>) and bold (<b>lyric</b>) to distinguish between different vocalists in the same song part
  • If you don’t understand a lyric, use [?]

To learn more, check out our transcription guide or visit our transcribers forum

About

Have the inside scoop on this song?
Sign up and drop some knowledge

Q&A

Find answers to frequently asked questions about the song and explore its deeper meaning

Translations?
Genius Answer
  1. Kumar Sanu - Ek Ladki Ko Dekha (Romanized)
Credits
Release Date
December 1, 1994
Tags
Comments